
Aye khuda shehr e mohabat ko Tou apni ama-an mein rakhna Humary uthy hovy hathon ko Apnay dehaan mein rakhna Hijar walon pay karam karna Paak jazbon ko na imthaan mein rakhna, Wisaal ka yaqeen dena malik hum ko.... Na kise ko hijar k gumaan mein rakhna, Teri rehmton k wahan abar hon.. Hum ko asy jahan mein rakhna Humari rah ko manzil kar dena.. Hum ko saiya-e-ehsaan mein rakhna... love from vish 
|
No comments:
Post a Comment