Tuesday, April 29, 2008

Izhaar

Mein Lafzoo Mein Kuch Bhi Izhar Nahi Karta.
Iss Ka Matlab Yeah Nahi Ke Mean Tujhe Se Pyar Nahi Karta.
Chahata Hoo Mein Tujhe Ajj Bhi Par.

Teri Soch Mein Waqt Apna Barbaad Nahi Karta.
Tamashah Na Baan Jaye Kahin Muhabbat Meri.

Iss Liye Apney Dard Ko Namoodar Nahi Karta.
Jo Kuch Mila Hai Usi Mean Khush Hoo Mean.

Tere Liye Khuda Se Taqrar Nahi Karta.
Per Koi To Baat Hai Teri Fitrat Mean Zalim.

Warna Mean Tuje Chahane Ki Khata Baar Baar Nahi Karta..

No comments: